Abha Paul Instagram – Bharat, woh desh jahan ki mitti hi sona hai. Jahan ki sanskriti aur itihaas ki gahraai humein garv se bhar deti hai. Aaj hum sab milkar apne desh ke liye samarpit hain. Jai Hind! 🇮🇳
#BharatKiShaan
#VandeMataram
#JaiHind
#RepublicDayIndia | Posted on 26/Jan/2024 11:52:59