Dear Mumbai, Bechain tarangon se bhara hua, mujhe apna dil tumhare samandar (dil) ka hi ek chhota sa hissa lagta hai 🌊 Jab bhi tumse milti hoon toh ye mehsoos hota hai ki mera dil aur tumhara samandar dono apas mein bhaag ke galey lag gaye hain Aur, tum aur main dono adhoore se zara se poore ho gaye hain… Tum meri wo mohabbat ho, jiske saath rehne ke halaat abhi zindagi ne paida kiye nahin hain… aankhon mein tumse milne ke khwaab hain magar kandho pe kuch zimmedaariyan hain jinka bhaar in khwaabon se thoda zyada hai… usi bhaar ko halkaa karne mein lagi hui hoon… tumhein toh pata hi hai :’) Tumse kehne ke liye bohot kuch hai par sab kuch yahan aur abhi nahin keh paungi Lekin itna zaroor kahungi, Mujhe humesha itna kass ke gale lagaane ke liye shukriya ki wapas jaane ka mann hi na kare! 🫂 Phir milenge, apna khayaal rakhna aur yaad rakhna, जो ख़त्म हो किसी जगह ये ऐसा सिलसिला नहीं

हम हर दिन थोड़े से नए और थोड़े से पुराने हो जाते हैं 📜✨🌷
Every year on my birthday, it’s a ritual to step on stage and celebrate my day with words. Is baar wo mumkin nahin ho paya but I couldn’t resist myself from doing what I love the most—writing and reciting poems! So here’s one ✨ My heart is full, knowing that the first thing I did today was this ✍️ baaki haan, seekh rahe hain! 💖